Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

suchana ka adhikar

(Querist) 29 November 2010 This query is : Resolved 
suchana ke adhikar ke antargat chahi gayi jankari samay se na dene par kya penalty ka pravdhan hai
R.Ramachandran (Expert) 29 November 2010
Maange gayi soochna thees dhin ke andar dhena chahiye. Uchit karan ke bina, soochna na dhiye jane per, appeal ya shikayat kiya ja saktha hai. Appeal ya Shikayat ki janch padthal ke badh, agar paya gaya ki adhikari doshi hai, fir prati din ke vilambana per do sau pachas rupya ke isab se jurmana lagaya ja saktha hai. Jaisa jurmana uchatham pachees hazar thak lagaya ja saktha hai.
aman kumar (Expert) 29 November 2010
RS 5OO/- PER DAY ON PIO
Parthasarathi Loganathan (Expert) 29 November 2010
Arey wah!. Ramu's hindi is very poetic
s.subramanian (Expert) 29 November 2010
yes
Kirti Kar Tripathi (Expert) 30 November 2010
Main Mr. Ramchandran se poori tarah se sahmat hoo.
Khaleel Ahmed (Expert) 05 December 2010
yes


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :