Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

About my ploat

(Querist) 04 October 2013 This query is : Resolved 
I am Amit,maine maharashtra me 3600 squ /ft ploat lene ka process shuru hai jiski kul kimat 11 lack hai, aur 8,50,000 INSTALLMENT ME dekar maine 1.5 year pahle 100 rs. ke stamp paper per esar kiya JIS PAR INSTALLMENTS LIHKI HUVI HAI. Aur kharedi feb 2013 me karne ka fix huva tha aur baki paise dena. par feb 2013 se ploat seller kah raha ki uske pass PLOAT KA PARVANA NAHI HAI isliya kharedi ko time lagega.aur ab tak kharedi nahi huvi. So kya mai is trade me safe hu ya nahi,nahi to muze kya karna chhiye,please suggest me. I HAVE MODIFY QUE.
Raj Kumar Makkad (Expert) 04 October 2013
Aap ye swal feb 2013 ki bjaye aaj puchh rhe hain?

Aapko usi din apne agreement ko badhwana chahiye tha. Agar samye nhi bdha to vikreta mukar sakta haia aur aapke jma paise bhi doob sakte hain.
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 05 October 2013
agar bina document ke aap se bayaana liya gaya hai to lagta hai ki shayad vikreta par cheating ka case banata hoga.

agreement dekhe bina saf kahana uchit nahin
prabhakar singh (Expert) 05 October 2013
Aap ko vikreta se vat kar k likhva kar lena chahiye ki kuchkagjaat ki kami ki vajah se vo apna vada vakt se poora na kar saka aur dubara vikrya tarikh nischit karvana chahiye varna farvari terah se aap ki miyad
chalu ho chuki hai jo dava k liye teen saal hoti hai aur aisa na karne par
vo aap k dave k javab mai yeh bhi kah sakata hai ki aap khud khareedane
ko taiyaar naheen they is liye chup na baithey.likhva kar jaroor leven aur
na likhe tab vakil ki seva leven.

Rajendra K Goyal (Expert) 05 October 2013
Try to get the agreement extended as advised by the expert.
Amit kumar (Querist) 05 October 2013
I will take imidiatly action on that.
Thank You very much to all.
Raj Kumar Makkad (Expert) 05 October 2013
Most welcome from your side.

You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .

Click here to login now