Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

my father property problem

(Querist) 19 August 2015 This query is : Resolved 
mere papa ki 2 wife hai 1st wali ki deth ho gae..or second wali jo meri mummy hi wo jinda hai but papa mummy ko ghr se nikal diya hai 1st wife ki do ladkiye hai n meri ek bhen hai papa sab se nafrat karte hai bas mjhe acha rakhte hai papa unkri government job hai... or ek mkan hai 1 crore ka or kuch bank balance hoga kitna hai wo nhi pta.....so sir mere papa ki tabyat bhi kharab rehti hai or wo akele hai koi unse milne nhi aata koi ladkiye unki nhi aati milne unse Sirf me hi unka khyal rakhti hu mere papa drink krte hai ;( to sir agr mere papa agr deth ho gae to kiske name ho unki property n bank blance... Sir sab ko hissa bra bar mile ye me nhi chahti coz wo ense pyr nhi krte pese se krte hai... Sir agr sirf mere name karna ho mere papa k name ka stanp or uspe likhit me kiya likhwaun sir btao jisse mujhe aage mere papa k nhi hone k bad kuch problem nhi ho.... ki koi objction uthaye unke hak k liye.... Or sir stanp paper mere pass rahega or mere papa ki deth hogi to kab kha ja k btana hoga.... coz mjhe dar hai ki ye stanp koi fad k jla nhi de mjhse chin k... . To sir mujhe kiya krna hoga plz halp me plzzzzz sir
SAINATH DEVALLA (Expert) 19 August 2015
Aap ke papa ka dehanth ke bad Unke jobhi property ya bank balance hai vo tinoo betiyoko equal share baatdi jayegi.Kanoonke hisabse ye sahi hai.Pheli shadi ke ladkiyoko jyada hak hota hai.

Mere khayalse aap bahut jyada soonchraheho,
Agar aapkannon ke khilaf kuchbhi karogi too mushkil me pad jayegi.

himani (Querist) 19 August 2015
Me sir kanun k khilaf kuch nhi karna chahti mere papa khud mujhe hi dena chahte hai sari proprty.. n bank balnc.. wo ladkiya papa se pyar nhi krti pese se karti hai.... thts y mujhe kiya krna hoga aap ye bta saqte ho plz help
himani (Querist) 19 August 2015
Property rajistry krane k liye n bank balance n ritarment, monthly pensan... en sab ki rajistry krane k liye kiya chahiye hoga sir
Rajendra K Goyal (Expert) 20 August 2015
1. Your father may nominate you in his all bank accounts.

2. He should execute a registered will bequeathing all his movable and immovable property in your favor.
Rajendra K Goyal (Expert) 20 August 2015
Repeated query:

http://www.lawyersclubindia.com/experts/father-gift-553916.asp#.VdXUYbKqqko
SAINATH DEVALLA (Expert) 20 August 2015
App ne dubara kyu post kiya.?
Ms.Usha Kapoor (Expert) 09 July 2018
I agree wiith RK Goyal


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :