Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Is it necessary to obtain relinquishment deed

(Querist) 16 December 2014 This query is : Resolved 
Actually meri mummy ki mother in law ne registered will kari thi,She is no more, will mein unho ne ground floor apni beti ko diya aur Ist & IInd Floor meri mummy yahi ki apni bahu ko diya kyonki my mother is a widow, Meri Mummy ki char betiyaan hai. Meri Mummy ne apni mother in law ki death ke baad MCD Mein apne portion ka mutation kaara liya hai aur ab house tax meri mummy hi bhar rahi hai. Meri Mummy yeh bhi kahti hai ki unki mother in law ne will mein yeh bhi mention kiya hai ki meri mummy apna portion sell kar sakti hai jab unki charo betiyoon ki shaadi ho jaye ya jab chooti beti 25 saal ki ho jaye, aur yeh bhi mention kiya hai will mein ki agar chooti beti unmarried rehti hai to yeh portion use jayega. Mein sabse chooti beti hoon.

Abhi recently meri mummy ko kisi ne bataya ki on the basis of mutation, registered will & clause of the will as mentioned above, she can rent, make will but cannot sell her portion in the absence of relinquishment deed in favour of her sister in law & vice versa.

Please Guide

Arti Gupta
From New Delhi
Anirudh (Expert) 16 December 2014
Jo bhi aap yehan batha rehi hai woh sare suni sunahe bathen hai. Bina will ko dekhe, bina uski saransh samajke, koi bhi tippani nahin kar saktha hai. Agar koi tippani kartha bhi hai, tho yeh jaroori nahin hai ki woh tippani sahi ho.
Rajendra K Goyal (Expert) 16 December 2014
The will and related documents need to be referred, consult local lawyer.
ajay sethi (Expert) 16 December 2014
agree with Mr anirudh


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :