Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Urgent need

(Querist) 12 May 2015 This query is : Resolved 
mere dada ji ke naam se ek property hai aur mere dada ji 4 bete the jinme 3 ki death ho chuki hai...charo bete ki family us property me apne alag alag part me rahti hai...yeh property 1967 me kharidi gayi thi lekin ab property ke koi documents nahi hai....ab hum apne hisse ki property ( jis part me rahte hai) ko bechna chahte hai...lekin hamare bade uncle ke bete hamare hisse ki property ko hadapna chahte hai.....to kya hum apne hisse ki property ko bech sakte hai.....mere father ki bhi death ho gai hai sirf mata ji aur chhota bhai hai....hamare pas property ke koi dicunents nhi hai.....
ADV-JEEVAN PATIL, MUMBAI (Expert) 13 May 2015
Muse lagata hai ki property abibhi joint name hai. Apko pahale partition suit dalna padega. Divide honeke bad aap beach sakte hai.ankalke be bete apka hissa nahi le sakte. Map karna mai apko samj saka ya nahi. Thanks
bharatveer (Querist) 13 May 2015
thanx for reply sir..
kya bagair court jaye hum apna hissa le sakte hai.....agar haa plz tarika bataye....
Rajendra K Goyal (Expert) 13 May 2015
You can sell your undivided share in the property, consult local lawyer and show him all the documents.
T. Kalaiselvan, Advocate (Expert) 15 May 2015
For selling your allotted share of property you should have a separate deed or document in your favor unless it will not be possible to proceed with proposed sale.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :