LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Need urjent information

(Querist) 20 July 2013 This query is : Resolved 
Oct2010 main meri marriage hui
oct2010 se jan2011 tak maine jab bhi physical relation banane ki koshish ki to mere saath ladne lag jaati ek din usne mere parents ke saame keh diya ki agar maine uske saath jabardasti ki to woh RAPE case file kar degi kabhi ghar chota hai naya ghar lene ka pressure banaati to kabhi koi aur bahana bana deti aisa karte hue usne do mahine nikal diye aur jan 2011 meri wife apne family members ke saath apne ghar chali gayi consummat nahi hui,

oct2010 se jan2011 ke beech jab bhi maine uske parents se is baare main baat ki to mujhe bola gaya ki use adjust hone main thoda waqt lagega

jan 2011 se july 2011 tak maine aur meri family ne bahut koshish ki ki woh vaapis ghar aa jaye aur uske ghar use lene bhi gaye lekin mere father aur mother-in -law ne use kuch din aur apne paas rakhne ke liye kaha aur hamain waapis aana pada aur phone par jab bhi milne ke liye time fix karne aur ladki ko waapis lane li baat karte to taal matol kar dete july 2010 tak poori family disturb ho chuki thi aur maine phone par ladki ke jija ko MEDIA main jaane ke liye bola uske do din ke andar mere ghar main CAW CELL ka notice aa gaya wahan par bhi maine use samjhane aur use ghar le jaane ki koshish ki lekin baat nahi bani CAW cell ke Investigation officer ne apni report main saaf saaf likha ki main ladki ko waapis ghar par lejaana chata hoon lekin ladki nahi jaana chahti ladki ne FIR main bhi admit kiya ki woh apni family ke saath waapis gayi aur mere bail order main bhi saaf saaf likha hai ki ladki ghar chodne ke baad waapis apne ghar par nahi aayi ye saare fact U/s 125 cr.p.c main mention nahi ho paaye meri madad kijiye taaki main kisi tareeke se ye saare fact evidance ke saath revision main produce kar sakoon u/s 397 Cr.p.c revision main jaate samay petition main in facts ko mention kiya ja sakta hai ya aur kisi tarah se aisa ho sakta hai revision main jaate samay.
most urgent
Dr. Jyothi Vishwanath (Expert) 20 July 2013
Did she file 125 CR.P.C petition??
R.K Nanda (Expert) 20 July 2013
consult local lawyer.
Raj Kumar Makkad (Expert) 21 July 2013
Dekhiye aap ye tathye shamil kar leng to bhi maintenance to aapko dna hi pdega. musibat gle pdi hai to thoda aage to badhna hi pdega. aap to jaldi se jaldi tlak ke liye koshish kro varna ye sab to jari rehne wala hai aur thode din bad to vo aapki jayda ki hakdar bhi banne wali hai.
ranjit (Querist) 23 July 2013
aap ne property ka jikar kiya kya aap bata sakte hain ki naye law main kis property main wife ka hissa hoga.
prabhakar singh (Expert) 23 July 2013
atka kya hai o batayiye na;itna chil po kyon macha rahe hain.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :