pritpal rajput
(Querist) 25 December 2013
This query is : Resolved
agar 498-a main complainant hostile ho jaati hai to kya hostile hone ke baad complainant apne bayan se mukar sakti hai. aur compromise bhi dakhil ho gaya hai, jiske tehet complainant pura payment le chuki hai. sari condition fulfill ho chuki hai. aur agar complainant defaulter banti hai to uske virudh kya case ban sakta hai. kya high court se 498 - a quashing ho sakta hai, complainant ke defaulter hone per,,
Trouble Logging in? Try following the given steps -
1. Visit your inbox to find a confirmation mail from LAWyersClubIndia.
2. Click on the confirmation link and confirm your signup