LCI Learning
Master the Art of Contract Drafting & Corporate Legal Work with Adv Navodit Mehra. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

house issue

(Querist) 27 June 2014 This query is : Resolved 
Sir, Me apne purne ghar ko girakar nya ghar bana rha hun, ground floor tyar ho gya hai lentar padna hai bas. Ye ghar Abadi land pe ban rha hai, pahle is ghar ke ground floor me koi or rehta tha, jo yahan se 30 saal pahle chor chuke hain, hum is ghar ke upper floor me abi tak rahte the, par ab us admi ne is pe stay kar diya hai, ab mujhe bataiye mujhe kya karna hoga,aage kam karna chahiye, or iska judgment kis tarf jayega.
Devajyoti Barman (Expert) 27 June 2014
Bina case ppaers dekhe batana mushkil hai.
Pura case papers leke koi najdiki lawyer ke pas jayie.
ajay sethi (Expert) 27 June 2014
vakil ke saath contact karen . stay lift karane ke liye court me arzi deejeeye
Sandeep Sharma (Querist) 27 June 2014
Ok sir, kya stay lift ho jayega, us ghar ka light or water sapply bill mere naam se hi hai lagbhag 20 saal se, unka koi b saman nai hai vahan pe. Abadi dehi land hai ye sir,
ajay sethi (Expert) 28 June 2014
woh court ke upar hai . aap khali try kar sakhte ho ki stay lift ho jaye
ajay sethi (Expert) 28 June 2014
aap khali try kar sakhte ho . baki court ke upar hai


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :