LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Un regestred rent aggriment

Querist : Anonymous (Querist) 01 December 2011 This query is : Resolved 
Sir, main ne apne makan ka jis main rehta hoon ek room ek cuple ko kiraya 1700/-P.M
Securty Diposit 1,00000/- kiraya par diya tha. Rent agrment 50/- non jud. Paper par hai. jo regsterd nahi hai 28/july ko kahtam ho gaya hai. yani 4 months before.
kiraya dar makan khali nahi kar raha hai
na hi naya aggrement banwa raha hai.
kehta hai maere ko jab dusra makan mill jayega khali kar doonga. is tarha kirayadar ne bahut pareshan kar rakkha hai. Main ne 1st time Makan kiraya par diya tha.
Help Me
ajay sethi (Expert) 01 December 2011
aap kidhar ho? yadi aap apna ghar kiryae pe dete ho tau aapko agreement ki registry kirani padti hai .

aap use vakil se notice bhejo . ke yadi woh jagah khali nahi karega tau uske upar aap court case lkar do ge . use kehna agreement ka period end ho gaya hai . yadi woh khali nahi karta uska security deposit wapas nahi hoga .


(waise aapne agreement ko stamp bhi nahi kiya hai . us agreement pe 50/ se jyada stamp lagta hai )
Rajeev Kumar (Expert) 01 December 2011
I cann't reply anonymous query
V R SHROFF (Expert) 02 December 2011
Apne Kiraya par diya hai? "To Rent Act lagu padta hai, bhadut apna deposit (tin mahine se jyada) wapas mang sakta hai, aur app bina court hukum, khali bhi nahi karva sakte hai.''LL Agr & Rent Agr are different.
Does u mean LL Agr?? 11 months??
Devajyoti Barman (Expert) 03 December 2011
Yes agreed..
Shailesh Kumar Shah (Expert) 05 December 2011
Kya aapko 4 month ka kirya mila hai?
aapko turant vakil se milkar eviction ka mukdama dakhil karna chaiye.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :