Ipc 120b, 420, 467,468,471
Yogesh
(Querist) 20 June 2014
This query is : Resolved
Hello sir,
2003 me police me bharti nikli thi. jisme 01-01-2004 ko age 18-21 maangi thi. mai 20-07-2003 ko hi 21 years ka ho raha tha. isliye maine 8th class ki Fordge marksheet banwakar usme DOB kam karake RAC ki Bharti Dekhi. Jisme mera selection ho gaya. isi prakar ek dusre ladke ne bhi fordge marksheet banwakar usi jagah bharti dekhi aur uska bhi selection ho gaya. parntu T.C. and Marksheet banane wale ne dono marksheet par ek hi rollno & year de diya. police verification hone par T.C. ki verification to ho gai par Marksheet ki nahi ho paai. aur marksheet pakad me aa gai. iske baad police department ne puri verification ki aur unhone hamare origional documents prapta kar liye. jinme hamari DOB bhi thi evam hamne kaha-kaha se education prapta ki. sab kuchh. aur ham par & School director par 120B, 420, 467, 468, 471 par case darj kar diya.
Unhone marksheet ki FSL & School Director se sign ki FSL Karai jo mil gai. Hamari koi FSL nahi hui.
Ab koi esa tarika ho jisase hamara bachav ho sake. Kisi bhi Tarah.
Agar iske liye koi Badhiya Layer aap ki najar me ho to plz unka contact de de jisase me unse personally mil saku.
Yogesh
(Querist) 21 June 2014
Professional query ko solve karne ke liya kya karna padega sir.
Raj Kumar Makkad
(Expert) 22 June 2014
aapko forum section me isko post karna hoga.
T. Kalaiselvan, Advocate
(Expert) 23 June 2014
You have to contact a lawyer of your choice by finding one yourself or browse for one from this forum.
Yogesh
(Querist) 25 June 2014
plz suggest any name in Rajasthan
Yogesh
(Querist) 17 July 2014
Kya prosecution dwara Handwriting Expert ko evidance ke liye bulana chahiye tha ya uski keval report hi valid hoti hai.
Raj Kumar Makkad
(Expert) 17 July 2014
usko bulana hi chahie taaki defence side ko usse swalkarne aur uski opinion ko rebut karn ka mouka mil ske.