What Complain return proceuder inFIR registered in sec 363
Vidyasagar verma
(Querist) 20 September 2018
This query is : Resolved
Meri sister bina bataye ghar se chali gayi uske baad humne use sabhi jagah talash kiya relation and hum uske jitne friend ko jante the waha par bhi talash kiya but wah kahi nahi mili Then 12 hours ke baad humne complain register karwaya and sak ke aadhar par ek ladake ka naam jisse wah mobile par bat karti thi uska namm darz karwaya aur police officer ne sec 363 ipc ka Fir darz kiya hai.
But complain register karwane ke 8 hours. Ke baad uski friend(school friend jiske baare me humko nahi pata tha)ke wahha se pata chala ki meri sister wahi Par hai.Then mai apni sister ko lekar Police station par gaya and complain return lene ko kaha par ab police officer bol rahe ki complain wapas nahi hoga aur meri sister ko apni custody me le liya aur bole ki ab medical and magistrate ke samne statement hoga .
Aur mere upar bhi action lenge kyoki maine sak ke aadhar par ek ladke ka namm darz karaya hai.
so sir iska solution kya hai?and my question is-
1-kya complain wapas ho sakta hai aur police station me hi settlement ho sakata hai?
2-kya mere upar koi case banta hai kyoki maine kisi ladake ka naam diya hai?
Sir iska kya solution hai kyoki mai LAw ke bare me jayada information nahi hai.
Please help me.
Thank you.
P. Venu
(Expert) 21 September 2018
The query involves a question of procedure. A local advocate is the best person to assist you.
ashok kumar singh
(Expert) 21 September 2018
agree with expert opinion........................