Regarding undeliverd toletter/ post by post office.
Querist :
Anonymous
(Querist) 06 June 2010
This query is : Resolved
dear sir, maine mulund railway station ke paas ke post office se 07/05/2010 ko 2 letter bheje thaa. jisme se ek letter ka pata nahi chala dusara letter mere ghar par wapas aa gaya us letter par kisi tarah ka post mere area ke post office ka stamp nahi thaa kyoki main thane mein rehata hoon aur maine mulund se bheja thaa. jab maine post office main enquiry ki toh kehate hai ki galti se tumhare paas wapas chala gaya. maine yeh letter job ke application ke liye bheja thaa.mera paas bheja hua letter ka detail hai. so please suggest me any legal idea. thanks.
Raj Kumar Makkad
(Expert) 06 June 2010
aap notice bhejkar huwe nuksan ka harjana mangiye aur 2 mah ke intjar ke baad oopbhokta nyayalye main vad daal dijiyega.
Arvind Singh Chauhan
(Expert) 06 June 2010
Apne ye nahin batya hai ki letter registered bheja tha ys ordinary post. Fir bji ap Raj Sir ki slah par chaliye.
Trouble Logging in? Try following the given steps -
1. Visit your inbox to find a confirmation mail from LAWyersClubIndia.
2. Click on the confirmation link and confirm your signup