LCI Learning
New LIVE Course: Toxicology and Law. Batch begins 21st July. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Gamsabh land can be issued as ptta

(Querist) 25 August 2015 This query is : Open 
Sir /mdm
2010 mai hamne (party A ) se ptaa liya lekin uska termin(registration) Machlisher Tehsil (UP) nhi ho paya kyoke hamre neighbour(party B) ne lekhpal aur setting krke patta cancel krake usko gamsabha kra diya aur party A nd Party B sb ka ptaa cancel hoke gamsabha hogye 1972 mai party A ka ptta tha jisse hmne 2010 mai liya phir 1982 mai Party B ka ptta huva tha aur phir 1985 mai party A ka ptta ho gya aur 2010 tk party A ka ptta tha jb hmne unse kharida lekin abhi pta chla ke party B ne koi setting krke lekhpal se mil ke waps ptaa kra liya hai jo jameen gamsabha ho gye the kya koi gamsabha ke jameen waps ptta kra sakta hai aur kaise kyoke gampradahan ne koi bhe application ya sign nhi diya tha gamsabha ko ptaa krane ke liye tehsil mai iske proof mile hai ke Party B ne jo purane ptte ke paper the jo cancael ho gye the tehsil mai setting krke aur computer editing technolegy ka uska istamal krke farzi trike se sari gamabha ptta kra liya hai aur sabhi jgh ptravali aur khtana (khatoni) pr bhe ptta kr ke sb jgh ptta kra diya hai ab aise mai hume kya krna chahiye ye farziwade ke liye aur kya koi gamsabha ke jameen ptaa waps kr sakta hai agr yea to kaise kon se rule se apke help aur suggeation chahiye


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :