Defination of some word's used under the rule, is it interpritation?
anil sharma
(Querist) 06 August 2013
This query is : Open
hi all,
kisi rule mai use kiye kuch word's, jiska kai isteethiyon mai use kiya gaya hai, yadi us word jisme isko use kiya gaya hai, vahan iski kya defination hai, under RTI MAI maangna, kya viyaakhyaa kahalata hai?
02 koi rule kis niyam, or law ya order per banaya gaya hai, usko RTI ke duara mangna kis aadhar per viyaakhyaa bana,
03 her rules ke ander use kiya gaya shabd ki defination di jaati hai, niyam banane ka uddesh hota hai, usko explain kiya jata hai, to fir kis prakar se yeh mangna viyaakhya hua,
04 law, act or rules ka govt of india ke kis ministry duaara nirmaan kiya jata hai?
plz sir reply me soon
thanks
anil sharma