Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Anu (Accounts Executive)     18 January 2011

Mediaiton

Pls. help me..

My frd marriage on 2008 in Delhi. after 2 month creat problems in life. lakin hum logo ne shaanti rakhi ki sab thik ho jayega. In january 2009 me 1 child ka birth hua lakin after birth uski death ho gayi. uske baad cheez or bigad gayi or uski wife april 2009 me lad kar ghar chali gayi apne brother ke sath phir dono families me baat chalti rahi ki matter sort out ho jaaye lakin kuch bhi nahi ho paya. unn dono me bahut ladai hai ladki ko sirf husband chahiye or uske paise. Naa 1 dusare ke prati pyaar hai na respect.Phir ye socha gaya ki life spoil na ho baat chit se sab thik ho jaaye lakin. girl ne apne ghar jaane ke baad 15 sept 09 ko FIR ki agst boy for dowry & phy assult, abuse  UP me or police or uske father delhi mere frd ko arrest karne aa gayi. uske baad ladki ke father ne force kiya ki ladki ko sath delhi lekar jaao toh hum log FIR cancel karva denge or assurance bhi diya jo ye galtiya karti thi vo aab nahi hogi. Lakin aaj bhi unn logo ki taraf se naa toh case khatam karvane ke liye step liya na he iss baare me koi help karte hai.

Lakin uske baad toh or bhi galat cheez hone lagi vo ladki har baat me dhamki deti hai. Agar maine jaise keh rahi hu vaise nahi hoga toh phir police ke pass chali jaungi. aab vo delhi me boy ke sath rehti hai lakin dono me husband wife wala koi relation nahi hai. My frd family is too educated and simple vo log inn sab cheezo se itne daare huai hai sab log alag alag rai dete hai.

Kisi tarah hum logo se FIR quesh karvayi or case ko mediation tak le kar aaye hai without girl knowledge. Lakin Allahabad High Court ne 19-11-10 se mediation ki date ke liye bola hua hai lakin aaj tak hum logo ko aaj tak koi date nahi mili hai.

Pls tell me kya mediation me jaane ke liye case me kitna time lagta hai???

Or hum logo ko aage kya karna chahiye boy iss girl se divorce chahta hai kyoki false alligations or itni baijati ke baad toh....

Pls tell me what  we do 

Learning

 1 Replies

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register