Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Dinesh kumar giri (NA)     03 August 2017

Naveen parti ke baare me

Sir

Hamare Land ke aaspass Naveen parti ki jameen hai aur hamara  jammen me Ghar bana hai .

Ab jab ham boundry karne jaa rahe hai to naveen parti ka kuchh hissa boundry me aa raha hai.Jabki hamara purana makan jo ki mitti ka bana (from 30 yrs) hai vo bhi usi area me kucch aata hai

Hamare dada Ji  22B ka mukadam lade the to result me gaon ka nksha galat batakar ye kaha gaya tha ki jo jaha hai vahi rahe.

Ab ham boundry karane jaa rahe hai to padosi logo ko objection ho raha hai. Hame kya karana chahiye.Ham hamare jarurat ki thodi se naveen parti use kar sakte hai ki nahi ...ya koi legel action hota hai to hame kaun se paper ki jaraurat hogi.

Kripya hame upyukt sujhav de.

 

Rgds

Dinesh giri

9303288135



Learning

 1 Replies

Dinesh kumar giri (NA)     06 August 2017

Pls hame uprokt sabandh me sujhav de...


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register