Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Neetu Singh   23 August 2018

husband ,Sas-sasur,jeth-jethani krte the tang.

Mein apne father ki retirement party m aayi thi jiske piche jab m laut kr sasural gyi to mujhe sas sasur n ghar m nh ghusne diya. aur mere pati ko ghar se bedhakal kr diya kha aur na pati mere sath h na bacche k vo apne ghar m hi rhte h apne mammy papa ke sath, aur mujhe shadi hindu marrige 2 and half year huye h jiske chalte mere husband n mujhe divorce ka notice bhi bheja h, mujhe kuch smjh nhi aa rha m kya kru baby ka kya hoga aur mujhe dhamki dete h na mujhe tu chahiye na ye baccha aur kharcha tu humse le nhi skti chahe kuch bhi krle aur na tu iss ghar m aa skti h... m kya kru baby ka kya hoga? plz suggest me solution of this problem please...


Learning

 3 Replies

Kanishk Khullar   24 August 2018

you can file a maintenance case under section 125 Cr.p.c and can also get an advocate for free from Legal Aid Services; as you are a women
1 Like

Neetu Singh   24 August 2018

Mr. Kanishk sir, mujhe vo shadi k kuch dino bad hi preshan tang marpit sb krne lge ... aur jb maine kha ki m police ko bula dungi to unhone mujhe fir dhamkaya aur kha tu hmara kuch nhi kr skti humne sab set kr rakha h.. Ap btayiye m kya kru ab m uss ghar m nh ja skti?

Aks   26 August 2018

Neetu, Eisi ghatiya shadi se to bina shadi ke rahana hi accha.   Lekin ab to tum is musibat mein phans gayi ho.  Himmat rakh kar iska samana karne ke alawa , or koi rasta nahi hai.  Jaha tak bacche ka sawal hai, parmatma sab ko palta hai...jo hoga so hoga. Ho sakta hai, ye bachha padh likh kar bada aadmi ban jaye. Bhavisya ka kuch pata nahi hota.

Filhaal, tum ko ye yudh (mahabharat) to ladna hi padega.  Apne haq ki ladai ko dharma yudh kahte hain. Kanoon ko samjho..hapne haq ko samzo or darro mat.

Jo dar gaya, samjho mar gaya.  Yeh duniya ,himmatwalo ka sath deti hai.  Unke virodh mein kanooni karwahi kareni padegi.  Good Luck.

 

 


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register