Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Apeal for dissmisal

(Querist) 31 July 2014 This query is : Resolved 
sir mera chota bhai M.P.V.V.CO.Lmt.(bijali vibhag)me class IV (helper) karmchari tha absent ke karan noukari se years 2010 me nikal diya gaya tha. nokari se nikalne ke virudh apeel apeeliya officer (S.E.) ko ke thi jisame noukari se nikalane vale officer(D.E.) dwara ki gayi karvahi ki kamiyon ke vivaran diye gaye the .apealiy officer(S.E.) ne apeal kharij kar (years 2010) di thi. ab pata chala hai ki jisa officer ne noukari se nikalane ka order nikala tha vah officer sahak yantri tha evam use karyapalan vantri ka charg diya gaya tha evam karent charg pe pad par karyarat officer samvidhan ki shakti ka prayog nahi kar sakata hai. ab hame kya karana chahiye
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 01 August 2014
2010 se kuch kiya nahin.

ab revisin petition lagao. kavyavahak adhikari disciplinary action nahin le sakta is mudde par badho.


POORE KAGAZ DEKH KAR HE KUCH POORA VIAHAR BANMAYA JA SAKTA HAI.
G. ARAVINTHAN (Expert) 01 August 2014
It will be better if you post in English, so that all experts would have shared their knowledge
Devajyoti Barman (Expert) 01 August 2014
unclear query to me......
Rajendra K Goyal (Expert) 01 August 2014
Consult a local lawyer.
ajay sethi (Expert) 01 August 2014
local vakil se contact karen . aap ke saare papers dekhne ke baad ki koi jawab de sakhte hain
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 01 August 2014
serveic ematter vakil is miliye. local vakil se nahin
Raj Kumar Makkad (Expert) 02 August 2014
aapke bhai ko uchch nyayalye me jana hoga. aap aur deri na kren. jaldi hi karywahi kijiye kyonki aapka mudda pehle hi kafi samye le chuka hai
T. Kalaiselvan, Advocate (Expert) 02 August 2014
It happens that way in such departments. Now the problem is that the appeal lies before the same officer who terminated the services of the employee hence you are afraid that whether a fair and proper justice will be rendered?, better consult a local service law practicing lawyer and take his advise on such issues.
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 03 August 2014

aap kee appeal kharij ho chukee hain to aab court mein case dalga hoga.

Makkar sahib ne jaldi karne kp kaha hai kyonkee agar court case jaldee mein nahin kiya to time bar ho jageya phir aap aaraam kijiye.


aap ne yeh to bataya nahin ki unkee seva jis rajya mein thee us mein sat hai ya nahin. yadi nahin to high court hee jana hoga.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now