Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More


(Guest)

Marriage disputes

Biwi aur Uski maa baar baar ye kehti h k

1. Aapne Papa ki Property mein se Mere hisse ki Property mujhe de do, Sasur ki Apni Property pe Bahu ya uski Maa ka koi b hak Jatana ya hissa manga kiya sahi hai?

2. Agr Choti Bahu k Ghar mein koi Shaadi h aur vo uske liye apne Sasur se kuch Paise leti h to Badi Bahu b paison ki demand karti h ki vo kharcha kar rahi h to mujhe b chahiye jabki uske ghr mein koi shaadi nhi ye kitna sahi hai??

3. Pati ne Patni k Maa Baap ko sab bata kar bhut baar Unse Baith k Samasya ko suljhane ki koshish karne ko kha lekin vo hamesha Chup rehte h aur bolte h apne aap dekho??

4. Patni ka hak bas Pati ki Kamai aur Property tak Simit hai ya Sasur k Paise, Property aur Mari Hui Saas ki Jewellery pe b koi hak hai

 5. Agr divorce hota to 4 saal ki Daughter ki Custody Father ko mil sakti hai??

Iske Regarding kiya koi Legal action ya Notice diya jaa sakta hai?



Learning

 1 Replies

Kishor Mehta (CEO)     03 April 2022

Patni ka unke sasurki milkiat ya aamdaani per koi adhikar nahi hai. Woh sirf apne patiki khudki kamai hui amdaani per hakk kar shakti hain. Divorce ke kisse mein daughterki custody patni ko milegi, per uska kharch apni amdaanike hisab se pati ko uthana padega, aur agar patni padhi-likhi nahi hai aur kamaneke liye samarth nahi hain to usko bhi apni amdaanike hisab se maintenance dena jaruri hoga.


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register