LCI Learning
New LIVE Course: Toxicology and Law. Batch begins 21st July. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Karan singh   06 August 2019

Breake engagement

Hello sir ! Meri Sister ki Engagement 6 month pehle tooti hai . Jo ke Directly Humne Todi Hai lekin Indirectly Ladke K gharwalo Ne Aisa Krne Se Mazboor Kiya , Kyuki Jaisi wo Shrte Rakh Rahe The Na Hum Itne Kabil The Or Na Wo Shratein Kisi Parkaar Se Maan ne Waali thee . At last Meri Behan Ne Kaha k Rishte Se jwaab Dedo Toh Humne Rishte Se Inkaar Kar Diya . Lekin Ladke Wallo ne Dhokhe Se Humare Kush Paise Hadap Liye Jo humne Sgayi se pehle unko udhaar diye the . Pehle unhone kaha hum apke paise louta denge lekin jaise Angegment tooti Toh Wo Jo paisa Humne Udhaar diya tha unko . Unhone dene se inkaar kar diya . or mere WhatsApp par bill bnakar mesge send kiya k , jis din aap log sgyaayi krne aaye the usdin humne apko food khilya tha , vgera vgera chotte motte khrche jodkar send kar diye , or kaha k apka Jo paisa udhaar dena tha wo chukkta ho gaya . Or itna to food humne khaya bi nhi or unlogo ne humara samaan bi poora vapis nahi kiya jo sgaayi vaale din humne unko kapde vgera diye the . Lekin humne bholepan unka Sara smaan vapis de diya hai unko . Or ek to humara poora smaan vapis nhi diya , udhaar ka paisa liya b vapis nhi de rahe . Kya krna cahiye . Or mere pass udhaar paise diye k sboot bi hai , unke bank account mai paisa daala tha .


 1 Replies

Adv Deepak Joshi +917017821512 (Advocate)     06 August 2019

serve legal notice for recovery of money

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register