LCI Learning
New LIVE Course: Toxicology and Law. Batch begins 21st July. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

MAYANK TIWARI   21 January 2019

hindu uttaradhikar adhiniyam 2005

मेरे नानाजी के आठ संतान है एक मेरी माँ व तीन मेरे मामा और चार मेरी मौसिया है ।मेरी माँ की शादी 1984 में हो चुकी थी और हम 3 बहन भाई पैदा हुए। बाद में हमारी माताजी की 2000 में मृत्यु हो गई। हमारे पिताजी की जायदाद और हमारे दादाजी की जायदाद में हम ने अपना हक ले लिया है परन्तु हमारे नानाजी की जायदाद में हक लेना चाहते हैं जो कि 2018 में नाना जी का देहांत हुआ है नानाजी के मरने के बाद उनकी जायदाद में क्या हम अब हिस्सा ले सकते हैं जब कि हमारी माताजी की मृत्यु हिन्दू उत्तराधिकारी अधिनियम 2005 से पहले हो गई थी क्या हम उनकी जगह हिस्से में पात्रता रखते है


 15 Replies

MAYANK TIWARI   22 January 2019

कृपया जवाब देकर अनुग्रहित करे।।

MAYANK TIWARI   22 January 2019

Dear sir, Mera sawal yah he ki meri mata ji ki death 2000 me ho gai thi aur mere nana ji yani meri mata ji ke pita ji ki death 2018 me hui thi me yah janna chahta hu ki kya ham hamare mata ji ke hisse ka adhikar rakhte he hindu uttaradhikari act 2005 ke tahat jabki meri maa ki death is niyam ke aane se pahle ho gai thi lekin nana ji ki is niyam ke aane ke baad kripya bataye Thank u

MAYANK TIWARI   22 January 2019

aap ke anusar ham patra nahi he

MAYANK TIWARI   22 January 2019

matlab nation natio ka adhikar nahi he aapke anusar

MAYANK TIWARI   22 January 2019

mere mama ji j he lekin nana ji ki death ho gai he uske bad unki sampati kisko milegi agar meri ma jinda hoti to usko bhi hissa milta ab vo nahi he to ham hisse ke patra nahi he kya?

MAYANK TIWARI   22 January 2019

nana ji ne koi vasiyat bhi nahi ki he aur kuch sampati pusteni bhi he

MAYANK TIWARI   22 January 2019

abhi sampati ka batwara nahi hua he

MAYANK TIWARI   22 January 2019

meri maa jinda nahi he phir uski noc kon dega

MAYANK TIWARI   22 January 2019

meri maa bhi to mere mama ji ki bahan thi

MAYANK TIWARI   22 January 2019

2005 niyam ke anusar beti ko bhi vahi hak he jo ki bete ko lekin aapke hisab se mujhe is 2005 niyam me sab kuch ulta hi najar aa raha he beta beti ek saman nahi dikh rahe

MAYANK TIWARI   22 January 2019

agar meri maa ki bajay mere mama ji ka dehant ho gaya hota to kya unke bete bhi adhikar nahi rakhte kyonki vo bhi 3rd generation hote

MAYANK TIWARI   22 January 2019

agar meri maa ki bajay mere mama ji ka dehant ho gaya hota to kya unke bete bhi adhikar nahi rakhte kyonki vo bhi 3rd generation hote

MAYANK TIWARI   22 January 2019

agar meri maa ki bajay mere mama ji ka dehant ho gaya hota to kya unke bete bhi adhikar nahi rakhte kyonki vo bhi 3rd generation hote

MAYANK TIWARI   22 January 2019

aap meri bat ko galat tarike se le rahe he shreeman ji mera esa koi vichar nahi tha aur me jaydad ke liye itna bhi bhuka nahi hu me kewal har pahlu par aapse bat karna chahta tha lekin shayad aap meri bat ko bhavnatmak rup se le rahe he law ke rup me nahi

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register