Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Ankur   25 March 2021

Chargesheet police court nahi bhejh rahi

Respected experts , Maine ek FIR under 420, va468,va170,va323 karaya jisme investigation officer ne chargesheet bhi laga di SO office se sign kara ke CO office bhejh diya . Par aaropi apne rajnaitik pahooch ka fayada utha ke co office me chargesheet rok rahe hai . Humse kaha amjaa raha ki further investigation ki jaroorat hai aaropi ko giraftaar tak nahi kiya wapas bhejhna padega . Plz expert advice court chargesheet kaise bhijhwaye aaropi kaksh apne rajnaitik prabahv se police se galat karana chahti hai

Read more at: https://www.lawyersclubindia.com/forum/unattended_threads.asp#


Learning

 2 Replies

P. Venu (Advocate)     27 March 2021

Once an FIR has been lodged, the police authority is bound to file a closure report or a charge report. You may ascertain the present status under RTI Act.

Ankur   30 March 2021

Thanks sir for promt reply ,

Problem ye hai ki thodi kami nikal ke chargesheet me CO office se further investigation ke liye niche bhejh rahe hai 

Me kya karu samajh nahi aa raha chargesheet 1 feb ko laga di gai par pata hai ki political and some other source ki wajha se wapas bhejh rahe hai , ab me kya kar sakta hu sir PlzZ margdarshan kare 


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register