Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Payprotection

(Querist) 15 June 2017 This query is : Resolved 
Namaskar,meri wife ka third grade teacher me probation period 6 may ko pura ho gaya hai,Rajasthan government, lekin payment pura nahi Milne laga hai,,uska junior accountant ki post Rajasthan me selection ho gaya hai,,jald hi joining hogi,,ab use payprotect rule ka benefit lene ke liye kya karna hoga
Dr J C Vashista (Expert) 15 June 2017
Whether the scale of pay of 3rd grade teacher and junior accountant is different or latter is higher?

Whether she had applied for the post of junior accountant through proper channel or directly?

Incomplete information.

Consult a local lawyer practicing service matters.
Guest (Expert) 15 June 2017
Pay protection ka koi karan to hona chahiy, jiska aapne koi ullekh nahin kiya.

Kya aapki wife lower pay scale se higher pay scale per jaa rahi hai ya higher pay scale se lower per? Aur kya aaki wife ne junion acctt. ki post ke liye application direct bheja tha ya through proper channel?

Iske atirikat, usne apne resignation letter mein kya ullekh kiya hai relieve hone ke liye?
Kumar Doab (Expert) 15 June 2017
Jaise ki Vashistaji ne aapko samjhaya hai, nikat ke local Labor Court/CGIT, Civil Courts, CAT, HC me jakar imaandar or kushal vakil saheb jo ki Labor/service matters me maharat rakhte hain se milen or apne case ke kagaz dikha kar vistaar se charcha karen.



Local imaandar or kushal vakil saheb jo ki Labor/service matters me maharat rakhte hain ke uchit margdarshan me aage ki karvahi karen.



Aaapka Shubh ho!
Kumar Doab (Expert) 15 June 2017
Aisa bhi sambhav hai ki local imaandar or kushal vakil saheb jo ki Labor/service matters me maharat rakhte hain, aapse koi fees na lain ya naam matar ki fees lain.



Kisi bhi Online portals par kisi ko bhi koi paisa na deven.


Kumar Doab (Expert) 15 June 2017
LCI experts Shri Bhartesh Goyal avam Shri J K Agarwal aapke hi Rajasthaan rajya se hain.


Aaap chahain to unse mil kar labhanvit Characha kar sakte hain.



Aaapka Shubh ho!
Rajendra K Goyal (Expert) 15 June 2017
Please state clear material facts or proceed
as guided by the experts.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now