Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Vasiyat nama

(Querist) 02 September 2015 This query is : Resolved 
Sir

Father k doo putra h ek ladka aur ek ladki father railway durghatna m mar gaye the aour unki patni dimagi halat se kamjor thi to unke gharwale usko aaj 15 year pehle apne ghar le gaye, tab baccho ki umr laghbag 4-6 mahine ki thi to aab uski patni 15 sal bad waapas aa gai ki mujhe mere plot m hissa chaiye lekin aab jisne vasiyat likhi thi aab wo bhi is duniya m nahi h to uski biwi daily ladai karti h aur police station m bhi gai lekin police walo n kaha ki ye hamara mamla nahi h aap apne aaap hi dekho to hum phir gram panchayat m gaye unhone kaha ki dono baccho k naam 50-50 sq.ft. plot kar diya jaye grand father ne apne pote k naam vasiyat nama likh diya tha to sir aab kya ladki ke naam 50 sq. ft plot ho sakta h kya, kya gram panchayat kisi ki will ko badal sakti h kya.
please answar.
R.K Nanda (Expert) 02 September 2015
consult local lawyer.
Kumar Doab (Expert) 02 September 2015
Consult an able lawyer specializing in family/property/revenue/civil matters and well versed with local state laws.
Rajendra K Goyal (Expert) 03 September 2015
Wife and the children of deceased have share in the property of the deceased.

Plot can be in the name of minor daughter.

Vasiatnama (will) is not title of the plot to son / daughter till testator is alive.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :