Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

N.i.act sec.138

(Querist) 27 July 2014 This query is : Resolved 
Sir mera ek check miss ho gaya tha us check main self 2 bar likha gaya tha ek self ko mere dwara kat kar mene daskhat kiye the net banking ke dwara check payment stop kiya tha jiski $ 51 bank dwara kata gaya tha ek vyakti dwara us check per khud ka name likh kar us vyakti dwara bank main jama kardiya tha bank na check return perchi main 2 point not kiye the (1)FUNDS INSUFFICIENT (12)ALTERATIONS REQUIRE DRWA"S AUTHENTICATION, us vyatike vakil dwara ek ligal notic mere permanent pate per bheja tha parntu vah mujhe nahin mila kisi anya vyakti dwara recived kiya gaya mujh par N.I.act ka mukadma laga diya hai me kya karun
Anirudh (Expert) 27 July 2014
Agar aapke check galti ke vaja se bounce ho gaya aur aap payment jaroor karna chathe ho, tho, Abhi bi aap pahle peshi per demand draft (yani ki check amount ko demand draft ke roop mein) de kar case se bahar aa sakthe ho.



Guest (Expert) 27 July 2014
Perfect advice by Shri Anirudh.
prabhakar singh (Expert) 27 July 2014
agreed to advice of Shri Anirudh.
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 27 July 2014
kya cheque churaya gaya hai?

kyo bank se baat huee ki sto payment vale cheque par aisa kyon likha ki

(1)FUNDS INSUFFICIENT (12)ALTERATIONS REQUIRE DRWA"S AUTHENTICATION

ise to pata chalta hai ki yadi fund hota of overwriting na hotee topayment bhee kar deta bank.
ramprasad patel (Querist) 27 July 2014
yes ,vah check churaya gaya hai.court ke notice milne par pata chala vah check maine mere putra ko diya tha ki passbook main intri kara kar rashi bharkar nikal lena parantu putra ne yesa nahi kiya evm check ghar par hi chhod kar Bhopal chala gaya .ham log yah man rahe the ki check ghar ke andar hi kahin rakha gaya hai kisi pustak yaadi main dab gaya hai .


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :