Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Gharelu bantwara

Guest (Querist) 28 April 2016 This query is : Resolved 
SIR
MERA EK BHAI AUR TEEN BAHIN HAI JINKI SHADI HO CHUKI H MENE SABKI SHADI ME BARABAR KA SAATH DIYA H AUR GHAR KI MARAMMAT KE LIYE 1,50,000/- MAINE PAPA KO DIYE 2013 ME BHAI KI SHADI JUNE-2014 ME HUI H
MERE PAPA NE MERI WIFE SE 1.25 TOLE KI SONE KI CHAIN YEAR 2001 ME LELI THI BO AB TAK BAPAS NAHI DI H MENE PAPA SE OCTOBER-2015
ME 50,000/-RUPYE LIYE THE JAB MENE PLOT LIYA THA MENE YE PLOT PERSONAL LOAN LEKAR MENE WIFE KE NAAM LIYA THA
ME EK PRIVATE JOB KARTA HU AUR MERE DO BETI EK BETA HAI BADI BETI 10 TH ME CHOTI BETI 6TH ME AUR BETA 5TH ME PADHTA H MENE PAPA KE RUPYE ABHI TAK NAHI DE PAYE AUR BO US PAISE KE LIYE BAHUT PRESSURE BANA RAHE H MAI 1.25 TOLE KI CHAIN MANGTA HU TO BO USE BAPAS DENE KA NAAM NAHI LE RAHE AUR YE BHI DHAMKI DETE H KI MAI JAMIN BECH DUNGA YA KISHI KE NAAM KARBA DUNGA AUR YE BHI KAHTE H KI MUJHE KUCHH NAHI DIYA MAIN YEAR 2002 SE FARIDABAD ME NAUKRI KARTA HU AUR JO BHI PAISA BACHA H MAINE PAPA KO DIYA H
SIR KOI RAI DE MAIN KYA KARU
Kumar Doab (Expert) 28 April 2016
If it is your father's self earned/acquired property then he can dispose it in his life time as it pleases to him e.g. by WILL/Sale/Gift etc. You or no none has forced share in it.


You can ask for the amount paid by you to your father and your wife can ask to return her jewelry.


Your father can ask to return the money he paid to you.


Settle amicably.


Advocate Bhartesh goyal (Expert) 28 April 2016
Agree with expert Doab.
Rajendra K Goyal (Expert) 28 April 2016
You can request your father to consider your situation and give you better share in his property in his will.

You can ask to return the amount or compensate the payment by transferring some property in your name.

Amicable settlement is the way.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now