LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Kiya 498a husband ke divorce case mai help karta hai?

Page no : 2

(Guest)
Originally posted by : Madhu




Originally posted by : sunitakamtekar






if you want to go to him back ...it means that all the allegations made in 498a are false. any 498a victim wl not take his wife back....ur laywer is right 100%....

ur husband will file perjury on you for speaking false on affidavit... please take care..and talk to ur lawyer before u file ur affidavit...god bless u.... 

sk






 Yeh perjury kiya hoti hai? Court mai such kon bolta hai. Husband bhi toh jhoot bolte hai.


Prejury yeh woh sab jaane ki jarurat bhi nahi he aapko.


Jhoot moot boli teacher se, teacher teacher issne muje maara, that was in school and teacher give one tup on head of sonu and then sonu go and complain about teacher and you to parents at home, and parents come to school and complain against teacher and then equiry baithegi, aur tumhare maa baap ko bulake bithayenge aur tum kabool karogi ki tumne jhoot bola aur do din school se restigate kardenge.


498a is not that easy.  Making false allegations is a crime.  Aapke husband aap pe case karsakte hain, kiye toh aap ko andar bhi jana padega.


Sad that people like you fall prey to suggestions given by crooked lawyers.


(Guest)
Originally posted by : Madhu

Maine apnai pati par 498a ka case dala uske baad mere pati nai divorce ka case dala.

Mai apne pati ko  nahi jhoorna chahati magar mera vakeel kahata hai ki aap 498a ke baad apne husband ke saath kaise rahe sakti hai. Ab to aap ka talak hona hee hai. Mera 498a ke vakeel sahaab bhi yehi kehte hai ki aab apnai peti ke saath maat jana tumahi jaan tak jaa sakti hai. magar mai bahut dar gayi hu.

Kiya such mai maire pati ko talak mil jayega?

aap apni  pati ko chorna nahi chahti, lagta he uska jaan leker hi dam logi.


Uss vakeel ki baaton mein aakar jiss jiss paper pe sign kiya tab yeh akal kidar gayi thi?


Jaan jaasakti he iski garantee vakeel diya kya? Agar diya toh uska statement ek green sheet pe lo aur uska sign lelo.


aur ussi vakeel pe ek case dalo ki vakeel aisa aisa bola.  Aur usko bhi jail karwao.  Jo bhi kaala coat wala he woh sab tumse darenge. Bhagwan aapka bhala kare.

1 Like

sajid   05 July 2015

Mene  Ek Tallak Wali Aurat Se Shadi Ki Aur Uska Bhai Se Kuch Jhagda hogaya. Jhagda hone Ke 2 Mahene Bad Usne Us Bahen Ko Bulaya Ham ne Hamare Hath Se Uske Ghar Chod Diya Uske Jab Se Wo Bhej Tahi Nahi Ham Log 3-4 Bar Gaye Har Baar Wo Jhagda Kiya leking Bhej Ta nahi Abhi Wo Payesa manga Tha He War Na Case Kardunga Please Advice 

Himanshu   04 May 2017

Meri wife ne bhi mujh pe 498A ka case dala hua hai..or sath me maintance ke lie section 125 ka....or section 9 HMA ghar vapis ane ke lie.... Maine section 13 divoce ke lie case dala hua hai.....mujhe samaj nahi a raha..498A case me wo mujh pe dowry ka arop laga rai hai..sath me section 125 or section 9 me ghar vapis ane ke lie keh rai hai..... Ab mujhe divorce chaie kya mujhe mere case section 13 me divorce mil paega.....

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register