Dekho Bhiya ji wo aisa hai,
ki mai to raste se jaa raha tha.. Main to Bhelpuri kha raha tha.. main to gaadi ghuma raha tha....
Raste se jaa raha tha Bhelpuri kha raha tha Gaadi ghuma raha tha !!
In Vakeel Babu ka kaala chonga meri gaadi ka pichhle bumper me fans gaya aur ye ghisat te chale gaye... to main kya karoon ????????
Aur Bhaiya, Ram ji to gaye hain Ramdegi ke jangle me pahaadi par aur yahaan office me baitha hoon main, aur aur apki posting par ye reply ban ti hai so maine socha ki bakaaya kaahe rakha jaaye so ye filhal meri taraf se...........
PANDIT ABHAY PANCHAMVEDI