Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Malkeet Singh   30 January 2016

False 498a

I want your help,

 
Me and my family facing false 498a & 406 case. Hamara Case abhi women cell mei hai, meri wife ne complaint mei likha hai ki meine usse Car Mangi & usko maara, par meri wife ne byan me likha h ki mujhse kabhi koi cash nhi maanga. or mere paas usse ki huyi chatting hain or call recording hai ki meine usko kabhi maara nahi hai or na hi meine koi Car ki demand ki hai.
 
Kya in proofs se mujhe divorce mil sakta hai. Kya mei pehle divorce ka case daloo or wait karoo apni wife ke case ka.
 
Kindly request you, Please advice sir.


Learning

 7 Replies

Malkeet Singh   30 January 2016

Thanku for your advice Mrs Renuka Mam,

Meri wife or mera case abhi women cell mei chal rha hai, abhi na hi koi FIR launch huyi ha na hi case court pahuncha hai.

Malkeet Singh   30 January 2016

I am ready to reconcile with her, but uski mother usko dhamki deti hai ki tu gayi tu mei apne aap ko jaan se maar dungi, is vajah se vo nahi aa rahi, balki uski or meri achi baatchit chal rahi thi jabse hum women cell ki 2nd date se ho kar aayi, pr last 3 days vo mujhse baat nahi kar rahi shounting kar rahi hai mujhe phone par ki aaj ke baad mujhe phone nahi aana chahiye.

Hamare bich ke jo ladai hai vo huyi bhi uski mother ke karan huyi

Hello Advisors,
I got married on 19-10-14, my wife and me living happily for 6 months, my mother send her to her home  for "saawan ka mahina" on july. First time meri mom n meri wife ke beech mei jhagda huya, tab mein aur mere family members jaake meri wife ko leke aaye the, after that, nov 2015 ko meri saasu ma ka birthday tha jo hum attend nahi kar paaye ispe uski Mom ke words the "tu aayi kyun nahi kya tere ghar par koi maar gya tha". Fir next day meri saasu ma hamare ghar aayi n Gaali dene lagi aur meri wife ko apne ghar lekar chali gayi. after One month meri saasu ma ne and meri wife ne meri khilaf complaint ki hai ki:-
1. hum dowry mangte hai
2. mei apni wife ki salary (Rs.8000) rakh leta hu 
3.shaadi ke tym batay tha ki ladke ki salary 60000, but meri actually salary 10500.
4. Meri saasu ma ne apne Husband ke saath bhi aisa kiya tha.

Manoj Choudhary (Advocate)     30 January 2016

If you want to reconcile with her, then file RCR, if you want divorce then file divorce. Do before the FIR get register. In both scenario you case will be sent to mediation cell of the court where you can settle your disputes mutually.

Manoj Choudhary (Advocate)     30 January 2016

The proofs you are talking about require a lot of legal authorization to prove in court

Manoj Choudhary (Advocate)     30 January 2016

The proofs you are talking about require a lot of legal authorization to prove in court

Malkeet Singh   31 January 2016

Thank you for your valuable advice,

kindly please tell me, Which type of legal authorization required to prove in court.

 

Malkeet Singh   31 January 2016

Thank you for your valuable advice,

kindly please tell me, Which type of legal authorization required to prove in court.

 


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register