Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

ShivAbhishek Malik   21 July 2021

dukan kese khali karae

Mere ghar me he 1 shop hai, jo mere father sahab ne 18 saal phle kiraye pr diya tha.
USS samay 11 mahine ka agreement bnaya tha, uske bad koi bhi agreement nahi bnaya hai.


18 saal ke bad, hamne pichle saal, usse naya agreement sign krva liya hai, usme hamne dukan kabhi bhi khali krvana ki condition bhi rkhi hai, aur usne sing bhi kiya agreement, dukandar ka photo bhi click kr liya hai mene agreement sign krte hue.


Me yeh zanana chata hu, ke age hum usse dukan khali krvana cheye to, koi pareshani to nahi aegi na?? Aur aegi to kya kya aegi??

Me pune me job krta hu, mene father shaab retire ho chuka hai aur mummy house wife hai.

Father ko dukan kholne hai, krke uses dukan khali krva skte hai kya.


Best regards,
Abhishek,
Bhopal madhya pradesh


Learning

 1 Replies

Advocate Bhartesh goyal (advocate)     21 July 2021

Issue legal notice to tenant and ask him to vacate the shop as your father needs the shop for business, if tenant not respond the notice then file eviction petition on ground of personal bobafide necessity.


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register