LCI Learning
New LIVE Course: Toxicology and Law. Batch begins 21st July. Register Now!

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

prinka   25 August 2015

divorce

Sir ,mera brother divorce Lena chahta h kyuki uski wife ke behaviour ki vjah vo apni patni ki sath nai rehna chahta.ek saal pehle usne divorce ka case file kiya ,or badle me uski wife ne us PR dahej or domestic violence ka case kr diya.. Or case me puri family ke naam likha diye ,papa or mom ko police pkd ke le gai ,hmne uske dahej ka Sara saman police station bhijwa diya,PR for bhi vo jooth ki bol rahi h ki aadha saman diya h,or there din pehle hm sisters ka bhi chalan pesh hone wala h hm unmarried h ,or sath hi vo pichle ek saalsaal ka khrcha maang rahi h jo ki 1 lakh rupee h or sath hi hr mahine 5000 alg se, Or bhaiya ne Jo divorce ka case kiya use ldne ke liye 1lakh or 11000 lowyer ki fees or 10,000 hr mahine uske pane khrche liye .total 26000 uske khud ke or 2lakh alg se ,mera bhaiya ek private job krte h jisme 15000 rupee mahina milta h ,vo ye khrcha nahi utha skta ,or hmari financial condition bhi thik nai h plz help us .koi think se rasta nai btabta in SB se bacne ka.court ke chakkr kaat kaat ke tho chuke hh.. Plz kuch advise dijiye.. I hope aap meri help karenge ..waiting for ur rpy..


 3 Replies

Advocate Rohit (Advocate)     25 August 2015

Kya apke bhai ya parents ne apki bhabhi ko mara tha ya kabhi dahej ke liye pareshan kiya tha? koi proof ya witness hai kya iska?

agar nahi hai toh koi darne ki baat nahi hai. trial pura ho jane dejiye. Aur apke bhai ki jo income hai agar woh sirf Rs. 15000/- per month hai toh court Rs. 26000/- per month ke maintenance ka order nahi degi. Ghabrao mat.

Regards

Adv. Rohit Dalmia

9324538481

Mumbai

prinka   25 August 2015

Nahi hmne kbi unse kuch nahi kaha ,bs Jo problem thi bhaiya Bhabi me thi PR unme bhi kbi maarne ki kbi nobat nai aai.unke family ke log aaye to unko le gaye .. Aas paas Sbne dekha .actually Bhabi Punjab ki h or hm Rajasthan ke ,dahej ka case Punjab me chl raha h or divorce ka Raj. me isliye vo dono jgah ke alg alg khrche ke paise mang rahi h .unhone legal notice bhijwa diye, 5000 dahej ke case me or 10,000 divorce case me or 1-1 lakh dono case me alg se ,kya ye legally uska right h ,? Kya uske against hm kuch nai or site? Or AGR hm pause nai de PAYE to kya hoga? Plz Rpy positively... Prinka

prinka   25 August 2015

Or kya koi rasta h ki hm dono behne is case se nikal sake?

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register