Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

vasiyat nama notary dwara banwaya gaya hai

(Querist) 10 February 2016 This query is : Resolved 
Hello
Sir hum log 2 bhai behan hai or dono kii shaadi ho chukii hai mere pitaji ke expire hone ke baad hamare chhote bhai ne hamare pitaji ki apni kamai kii jamin jaydad ko bina mere salah ke bhai ne meri maa se chhal kapat se notary dwara apne naam se 2 gawah ke tahat vasiyat nama banwa liya hai . Bina meri anumati ke or meri maa bhi kuch saal pehle expire ho chuki hai.

Kya mujhe isme hissa milega ya nahi . Or mujhe usme hissa chahiye to mujhe kya karna hoga...

plzz sir reply me soon......
atul (Expert) 10 February 2016
After the death of your father, the property devolves upon all three of you.
Your mother cannot do any will for the property other than of her own ( 1/4).
Other than this there are few more very serious issues which can be raised in your favour.This Will can be challenged on grounds.
Anirudh (Expert) 10 February 2016
Aap ke pithaji guzar ne ke baad, 4 waris (aap ki maa, aap donon bhai aur aap ki bahen) ko sampathi mein barabar hissa milega.

Agar aap ke mata ne aap ka bhai ke naam wasiyat dhiya tho, Jyada tar jyada us wasiyat ke dwara apni 1/4 hissa de sakthi hai. Fir bhi aap ko 1/4 hissa sampathi mein milega. Aap ki bahen ko 1/4 hissa milega. Maa ki diye hua wasiat kya asli hai or nakli - uske bareme vakil se salah masura kar ke aap case kar sakthe hain.
piyush gupta (Querist) 10 February 2016
Sir mera 1 bhai or mai ek hi behan hoon lakiin mere bhai ne pitaji ke gujarne ke baad meri maa se zabardasti sign karwaya hai jo ki wasiyat notary dwara banwaya hai jisme mera naam hi nahi hai kya mera koi haq nahi hai mere pitaji ki sampatti par..
plzz tell me sir
aap hi bataiye kii mai kya kar sakti hoon apne haq ke liye..
piyush gupta (Querist) 10 February 2016
Aab meri maa bhi nahi hai aab main kya karu sir ..
piyush gupta (Querist) 10 February 2016
Main apne bete kii id se message kar rahi hoon
piyush gupta (Querist) 10 February 2016
Aab meri maa bhi nahi hai aab main kya karu sir ..
Anirudh (Expert) 10 February 2016
Aap aapki ilaka mein koi vakil se miliye.
Rajendra K Goyal (Expert) 11 February 2016
Consult local lawyer, show all documents, discuss and proceed accordingly.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :