Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Arj   23 November 2017

Lien amount showing in saving bank a/c.need help.

Hello Dear Sir, -Muje Aapki help Ki Jarurat Hai. -1 mahine pehle ek bank ki server me kuch mistake/gadbadi Hui or Bank K Saving Ac. k Debit Card Se Paise Digital wallet me Transfer ho rhe the, jab ki Ac me balnce to tha nhi fir bhi tranjection succsesfull hota tha. -a/c me paise nhi the fir bhi galat CVV dalkar tranjection ho rhe the.CVV galat dalne k bad bank ki or se OTP aata tha lekin debit ka koi sms nhi aata tha. -maine bhi try kia or kariban RS.25000 ki online shhoping or RS.45000 digital wallet me transfer kiye.{ jab ki mere a/c me sirf 875 rs hi the.} -Esa kariban 20 din tak sala -Ab ek mahine bad bank mere a/c k mini status me nagative -70000 rs bta rahi hai. -jab ki debit ki koi entry jankari hme nhi de rhi hai. -1 mahine bad bank ne local crime branch me sikayat ki. -bank ko vapas de ne k liye mere pass paise hai nhi. -ab isme galati to bank ki hai,kyunki hamare a/c me paise to the nhi fir bhi transaction hua. -bank ne debit k kisi tarah k sms muje nhi bheje. -Ab mere saving Account k Mini status me negative LIEN amount show ho rhi hai. -please help me, Ab muje kya karna chahiye, -kya bank k khilaf kuch action hum LAW se le kar lien amount hatva sakte hai? please reply. Thanks. Vijay Chauhan


Learning

 1 Replies

anand   23 November 2017

Aap bank k khilaf koi action nahi le sakte, balki bank aapke upar action lega. aap isme bank ki galati nahi dikha sakte, aapko paise wapas dena padega. nahi toh bank recovery actions lesakti hai.  Aap k upar fraud ka case lag sakte hai. jitni jaldi hosake aap bank k paise wapas karde. yahi behtar hai.  


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register  


Related Threads


Loading