Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Marriage

(Querist) 01 December 2015 This query is : Resolved 
Good afternoon sir,
sir mujhe ye janna tha ki me ek bangladeshi ladki se pyar karta hu or usse shadi karna chahta hu to kis tarah se me ussse shadi kar sakta hu or mene foreign marriage act or special marriage act padha tha usme likha hai ki shadi ko court me register karane ke liye Bangladesh high commision se NOC leni padegi to unse NOC lene ke liye kya karna hoga or ladki adult hai 23 age hai uski or wo or me dono muslim hain to kya wo apni marzi se shadi kar sakti hai uske faisle pe kisi ko objection uthane ka haq to nahi hai kyunki uske baap or uski sauteli maa ne to usse rishta puri tarah khatm kar diya hai or ghar se bhi nikal diya h ab wo apni didi ki family ke sath rehti or wo india aana chahti hai to kya agar me usko india bula kar usse shadi karu to kya mujhe high commision se NOC mil paygi or kya shadi ke registration ke baad usko india me rehne ki permission mil jaygi...please sir meri help kijiye me bahut zada pareshan hu is masle ko lekar apki badi meherbani hogi...thank you
adv.bharat @ PUNE (Expert) 14 January 2017
You can consult local lawyer.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :