Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

VIKRANT   21 January 2016

land disipute

Sir Mere papa 5 bhaion me sabse chhote bhai hain.. . 1949 me kuchh jamin tin bade bhaiyon k nam se kharidi gai to kya mere papa ka usme hissa bantahai..? . 1. Jamin kharidne k samay mere papa ki umra 15 sal thi 2. unka pura pariwar sanyukt rup se rahta tha 3. Mere papa aur unse bade dono chhote bhaiyon ka nam kewala me nahi hai 4. Tin bhaiyon jinka naam kewala me hai unme se 2 ka koi vansh nhi hai par ek ne bina kisi batware ka kul zamin ka 5/12 bhag sabse bade wale ke bete ko 2004 me likh diye hain. . Ab aap hme yah batayen ki ukt bhumi me mere papa ki kitni hissedari ho sakti hai


Learning

 0 Replies


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register