Exclusive HOLI Discounts!
Get Courses and Combos at Upto 50% OFF!
Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Devendra (Designer)     23 February 2015

Need help for getting divorce

Hi,

Mein english me thoda week hu is liye chatting wali language use kar raha hoon.

Meri shadi dec 2010 mein hui thi. meri wife ne 10 sep 2012 498a file kiya. CJM court me pesh hone k bad vo 4 nov 2012 ko mere sath aagayi. 8 mahine bad fir se apne maayke chali gai. 3 sep 2013 mein meine RCR file ki aur 4-5 baar summon send kiye. 30 sep 2013 mein usne nayi 498a file ki aur usme private docter se setting karke kuch document banwa kar attach kar diye. 13 october 2014 ko maine RCR vapas le kar 15 oct 14 ko divorce file kiya. jiski date Dec 2014 mein thi. isi time usne maintaince file kiya. date wale din hartaal ho gayi. mere lawyer ne mujhe vapas ghar bhej diya. next date pr mein beemar ho gaya aur date attend nahi kar saka. court ne meri divorce pettition dismiss kar di. now mera lawyer keh dono 498a k revision ke liye keh raha hal.

Dear experts please suggest kya karu?

 

Mein itna hi soch pa raha hu ki

1 Dono false 498a ki photocopy

2. Apni RCR ki document with summon

3. Maintinance case me de gayi false information

4. aur kuch recording  details:

    a. jisme uske dad ne khud kaha hai ki tumahari koi dimand nahi thi.

    b. uske bhai ki warning bhari baatein

    c. usne khud kaha ki mere liye to tum mar gaye ho

   d. uske khana chor dene par uske family se bat karane ke details etc hain

ko lekar high court mein divorce file karu.

Kya aisa ho sakta hai? Please suggest right way. aap samajh sakte hain ki meri kaisi condition hogi.

Main ek zip file bhi attach kar raha hoon jisme sari details hain.



Learning

 1 Replies

Krishna (na)     23 February 2015

Where do you reside?

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register