Exclusive HOLI Discounts!
Get Courses and Combos at Upto 50% OFF!
Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Rajeev Kumar (Professioanl Social worker)     10 October 2009

two types of signature in same office

Dear all

can a person make two types of  signature on same document and in same office in same period.

both the signature are in english.  if it is  offence and covered under purview of IPC and Cr P C then please give me proper  legal reference.

Thanks 

Rajeev



Learning

 3 Replies

Munshi ji ( kachehri ka munshi )     11 October 2009

 sahebji, ye to munshi wala sawal hai. vakil saheb logan ke kaahe tang kar rahe hai?

are signachur tumhara kagaj ek , chahe do tarah se banao chahe teen. jetna tarah se signachur aur jagah banate ho utna tarah se banao. pata nahi bad me kaun si bhul jaye kaun si yad rahe!

hamar muvakkil jab dubidha me padat hai tab hum vakalatnama me kul tarah ka banwa lete hai

affidavit me sirf ek.

yeh tarah ki koi dikkat hoye to hamse puchh liya karo. Bahut purane munshi hai hum!

2 Like

Rajeev Kumar (Professioanl Social worker)     11 October 2009

Please reply properly . and be professional. I had asked very straightforward question. please give me reply with proper legal reference

thanks

Munshi ji ( kachehri ka munshi )     11 October 2009

He rajeev babu ketna professional fees diye ho, jo etna tav me bol rahe ho? dekho hum khaali vakil saheb logan ka lihaj karte hai, aur kisi ka nakhra nahi sahte. baakir hum joun upar salah de diye hai, uhe vakilo saheb dihen.

koune bisay me research karate ho baabuji ? batava ta ohu bisaiya me tumka madad kar deyi. Gyaan ek  ehi hai , keval bisaya alag -  alag hain. research kare wale ke ie baat pahile jane ke chahi.

2 Like

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register