Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Queries Participated

Trixendres   03 August 2018 at 14:00

Marriage under special marriage act

Agar ladka ladki dono hindu hai aur shadi karna chahte hain par dono ka relationship sapinda relationship me hai to agar ladka apna relegion hindu se Christian me change kar leta hai tab to ladka ladki shadi kar sakte hain na special marriage act ke tahat...plzz tell me.

Trixendres   03 August 2018 at 12:53

Clarification of sapinda relationship

1 ladka ladki shadi karna chahte hain aur ladka, ladki ki maa ke pita ke bhai ke ladke ke ladke ke ladke ka ladka hai to kya un dono ki undono ki shadi ho sakti hai special hindu marriage act ke tahat aur sapinda relationship me bhi generation upward direction me count ki jaati hain to plzz tell me that they can marry...

Trixendres   02 August 2018 at 16:47

Sapinda relationship

1 ladka ladki shadi karna chahte hain par ladki , ladke ke pita ke pita ke pita ke bhai ki ladki ki ladki hai to kya un dono ki shadi ho sakti hai special hindu marriage act ke tahat plzz tell me...

Trixendres   30 July 2018 at 16:40

About the sapinda relationship

If a boy and girl want to marry each other both are hindus but girl is related to boy's family that girls is a boy's faher's fater's father's brother's daughter's daughter then they can marry under the special hindu marriage act plzz tell me...

Trixendres   07 May 2018 at 14:45

About the special hindu marriage act

Mere dost ki premika uske pita ke pita ke pita ke bhai ki ladki ki ladki hai to kya wo dono shadi kar sakte hain special hindu marriage act ke tahat plzz tell me... give me right solution..

Trixendres   05 May 2018 at 13:25

About sapinda relationship

Mere dost ki premika uske pita ke pita ke pita ke bhai ki ladki ki ladki hai to kya wo dono shadi kar sakte hain special hindu marriage act ke tahat plzz tell me...