Exclusive HOLI Discounts!
Get Courses and Combos at Upto 50% OFF!
Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

138 case

(Querist) 16 June 2018 This query is : Resolved 
case is husband and wife ne ek financer se 1335000 ka loan liya apna plot construct karwane ke liye aur apne plot ke paper aur two blank cheque uss financer ko de diye financer ne loan mortgage paper ki jaghe plot ki registery apne naam karwa li, jisme husband aur wife ne photo bhi kichwai aur paki registry ho gayi lekin husband aur wife iss dhoke mein thay ki loan mortgaje paper sign hua hai. iske bad dono ne plot banana shuru kar diya aur ek lenter bhi dal gaya, jab dusra lenter dalne wala tha usse kuch waqt pehle financer ne kuchlogo ke sath akar us par kabja kar liya aur sabko registry dikhayi. husband aur wife ne case daal diya ki registery cancle ki jaye, uske kuch time ke baad ek notice aaya ki unka diya hua cheque bounce ho gaya hai for amount of 1245000 on the name of third person, financer ne cheque apne kisi jankaar ke account se cheque bounce karwa diya aur 138 ka case dal diya, cheque husband and wife ke joint account ka tha lekin uspar sirf husband ne sign kiya tha wife ne nahi kiya tha fir bhi usne wife ke naam summon bhijwadiya case chal raha hai wife ko jamanat leni padi, ab courtko bata diya hai ki cheque pe unke sign nahi hai aur ek 340 ki application bhi laga di hai. my queries are :-
1. cheque mien sign aur acpayee husband dwara likha gaya hai aur baki sab kisi aur dwara.
2. cheque bounce wale account holder ka bank account noida mien hai icici bank lekin cheque vikas puri delhi mein dala gaya check ki photo copy mein humne dekha hai icicibank vikas puri ki stamp, uss Financer ka office bhi vikas puri mien hai shayad usi ne cheque dala hoga.
3. 138 ke notice ke hisaab se 1245000 ka loan amount fixed hai without interest so agar amount fixed hai to koi kisi to blank cheque kyu dega sab kuch fill karke dega pls guide us
Guest (Expert) 16 June 2018
Discuss in detail with local Advocate.
Kumar Doab (Expert) 16 June 2018
Discuss in person with a very able senior counsels of unshakable repute and integrity specializing in such/civil/criminal matters and well versed with latest citations, LOCAL applicable rules/laws/ … and having successful track record…. and worth his/her salt…..and show the case related docs etc etc
Ms.Usha Kapoor (Expert) 17 June 2018
Agree with Kumar Doab.
Ms.Usha Kapoor (Expert) 18 June 2018
Agree with KumarDoab.
Ms.Usha Kapoor (Expert) 18 June 2018
33333333333336Agree with Kumar Doab.
Ms.Usha Kapoor (Expert) 18 June 2018
Agree with Kumar Doab.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :