Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Fasal katne aur bone ke sanbandh me

(Querist) 10 October 2014 This query is : Resolved 
sir,
mere pitaji aur unke kaka ke ladko ke naam se village me pettrak agriculture land hokar sabhi ke naam rajasva record me bhi darj hai mere pitaji sahit 5 me se 4 logo ne tahsildar ke yaha bantware ke liye prakran lagaya aur bantware ke khilaf 1 kaka ke ladke ke virodh ke bavjood koi thos karan na hone se tahsildar ne hamare hak me disision dekar bantwara kar diya aur hamare naam se lone puskita ban gaye hokar khasra b1 b2 me bhi alag alag hisse ho gaye samne wala ne sdo ke yaha appeal ki jo kharij ho gaye humne simankan bhi karwa liya apne apne hisse ki agriculture land par soyabeen ki fasal bo di aur 1 bhai ne society se agriculture land par loan bhi le liya hai hame baad me jankari mili ki samne wale dwara indore revenue board me appeal ki gaye aur stay chaha gaya lekin appeal darj hokar stay ka aayukt dwara mana kar diya gaya iske baad samne wale ne gwalior revenue board me appeal ki aur waha bina hame notice diye yeh disision aaya ki appeal indore me darj ho gaye hai isliye appeal to swekar nahi ki ja sakti lekin nyayhit me stay dete huye yathasthiti stay ka aadesh dete hue tahsildar aur sdo ke aadesh ko 3 month ke liye sthgit kar diya jata hokar unke kriyanvayan par rok lagaye jati hai samne wala is stay ke aadhar par hamari fasal katne ki koshish kar raha hai aur police ka kahna hai ki fasal koi bhi jab tak nahi kat sakta aur fasal katne ki liye revenue board se stay clear karna hoga hamari fasal pak chuki hokar yadi nahi kati gaye to fasal ka nuksan ho jayega kya hamare fasal katne ke baad bhi samne wala dadagiri se us fasal ko kat aur baad me bo sakta hai kya use phir se hame bina sunwaye ke stay milta rahega humne apne advocate ke dwara indore revenue board me vakil patra de diya hai hame aur kya karna chahiye
ajay sethi (Expert) 10 October 2014
aap ka vakil aap ko sahi salah dega . jisne aapke case papers pura paden hai
Rajendra K Goyal (Expert) 10 October 2014
Consult your lawyer who has read the full case file. File application to the Gwalior revenue board for permission to harvest your crop.


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :