Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Tarun   20 February 2018

doshi aur nirdosh

agar koi kisi par aarop lagata hai to aarop lagane wale ko aarop sidh karne padte hai ya aaropi ko kud ko nirdosh sabit karna padta hai


Learning

 1 Replies

Kumar Doab (FIN)     20 February 2018

Dono ko apna apna sabit karna chahiye… Dosh na sabit hone par nirdosh dosh lagane wale par dawa kar sakta hai. Uchit hoga agar aap parakaran ki vyakhya tathyon sahit likhain. Aisa karne par app bahut se uttar pakar unka vishleshan kar sakte hain. Apko labh hoga.

Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register