Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Nilesh (MD)     07 August 2014

Regarding will

Ramakant naam ke vyakti thee, unki property Uttar Pradesh me thee.
Ramakant ke 6 bhai hain.
Unko koi santaan nahi thee. 
1999 me unki death ho gaye, 
Uske baad unki property jo UP me thee wah unke Wife Sonkali ke naam transfer ho gaye .

Ramakant ke death ke baad, Sonkali ke caretaker unke sabse chotey devar Shri Dayakant Kartey aa rahey hain.
unke seva se khush ho kar Sonkali ne apne poori property unhe registry kar de hai(2012 me).

7/12 par naam abhi nahi mention hua hai kyoki us par objection lagaya gaya hai Ramakant ke saath unke 2nd number ke bhai ka ladka Balram raheta tha. 

Balram ne ab objection me jo wasiyat lagayi hai wah 1993 me ki gaye hai Pune (Maharashtra) me registered hai, aur wah Ramakant ne Balram ke naam se ki hai. 

Wasiyat ke mutabik  :- " Ramakant ne apne wife Sonkali ko koi hissa apne property me nahi diya hai. Poori property Balram ke naam wasiyat kar di hai ek condition par ki Balram Sonkali ki dekhbhaal karenge ".

Magar is wasiyat ki jankari Sonkali ko aaj tak nahi the. 
Aur Balram ne unki koi dekhbhal nahi ki hai ab tak.

BALRAM NE WASIYAT JO 1993 ME BANAYE GAYE THEE,
1999 ME RAMAKANT KE DEATH KE BAAD SE WAH 2014 ME AB TEHSIL ME APNA DAWA KAR RAHEY HAIN.
ABHI TAK UNHONE WASIYAT SHOW NAHI KIYA THA.

AAJ KI TARIKH ME :-

Property 1999 me Ramakant ke death ke baad, unki wife Sonkali ke naam transfer ho gaye.
aur Sonkali ne 2012 me apne devar jo unke caretaker they 
Shri Dayakant Ji ko registry kar di hai. 

Ab Balram property par dawa kartey hain, lekin Registry Shri Dayakant ke naam hai.

 



 



Learning

 1 Replies

T. Kalaiselvan, Advocate (Advocate)     10 August 2014

Balaram has created a fake, forged and fabricated record to grab the property by illegal means.  The suit filed by him will not be maintainable in view of the Will not being probated.  In this case, he has not even produced the Will before the court, so nothing to worry about his case until he proves the alleged Will in his possession.  Further more, since Sonkali inherited the property and was in possession from 1999 till his 2012, i.e., a period more than 12 years, she has the benefit of adverse possession  too.  Engage a prudent lawyer on your side and rebut his claim.


Leave a reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register