Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Rti se question kaise puche jate hai

(Querist) 11 July 2014 This query is : Resolved 
UP DISTRICT KE KANPUR ROOMA GRAM ME BHOOMI ADHIGAHAN 2002 ME KE GAI THI KISHANO KO MUAWJA NAHI MILA ISKE LIYE KYA KARE OUR KAISE KARE
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 11 July 2014
muawja ka dawa kro
Arvind Singh Chauhan (Expert) 12 July 2014
Pahele bhumi adhyapt adhikari se rti main muawaja prapt karne wale byaktiyon aur bhumi ki suchi mangein. Uske bad notice dein tab dawa Karen.
Dr J C Vashista (Expert) 12 July 2014
Collect all informations, issue notice to Land Acquisition Officer through some prudent local lawyer and file a suit.
Rajendra K Goyal (Expert) 12 July 2014
File suit for compensation.
Raj Kumar Makkad (Expert) 12 July 2014
भूमि अधिग्रहण विभाग से पूर्ण जानकारी लिखित रूप मे लेने के बाद ही आपको आगे बढ़ना चाहिए। अच्छा रहेगा अगर आप अधिवक्ता की सेवाएँ ले लें।
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 12 July 2014
kisano ko khoob achche se bhumi kanoon gyat hai. vakilon se jyada.
Raj Kumar Makkad (Expert) 13 July 2014
सुधीर जी! इसका मतलब की किसानों को वकील करने की जरूरत ही नहीं है।
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 13 July 2014
zaroort hai par koee vakil muavje ke mamle mein kisan ko gumrah nahin kar pata. itne bhole nahin hain jitne filmon me dijhtey hain
T. Kalaiselvan, Advocate (Expert) 13 July 2014
It is better to take the help of local advocate and get the issue solved as per his advise.
Raj Kumar Makkad (Expert) 14 July 2014
वकीलों का काम क्या किसानों को गुमराह करने का होता है?
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 15 July 2014
kisan vakil kee reputation ka dhyan rakh kar he jate hain. vah log unscruplous ke pas nahin jate.

unscruplous to hote hee hain
Raj Kumar Makkad (Expert) 15 July 2014
किसानों के साथ हमेशा धोखा ही होता है मगर अधिवक्ता उनको धोखेबाज़ी से निजात दिलाते हैं।
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 16 July 2014
kyongki kisan hamesh yogya adhivakta chunta hai.
Raj Kumar Makkad (Expert) 16 July 2014
सभी किसानों को योग्य अधिवक्ता मिल जाते तो शायद आज किसान देश का सबसे सुखी प्राणी होता।
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 17 July 2014
maf kijiye kisan itna bhola ya murkh nahin hota jitna filmon mein dikhta hai.


koee to vajah hai ki private bank kisano se sauda hahin karte
Raj Kumar Makkad (Expert) 17 July 2014
प्राईवेट बेंक तो इसलिए नहीं करते क्योंकि किसानों को राजनेताओं ने निशुल्क खाने और हजम करने की गंदी आदत डाल दी है और देने के समय आंदोलन खड़े हो जाते हैं। मगर किसानों को इस रास्ते पर लाने वाले सफ़ेद कालर वाले लोग हैं।
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 17 July 2014
निशुल्क खाने और हजम करने की गंदी आदत

kisan bhola nahim hota

bahut bada vote bank hai.
sansad mein usikee sunvayee hotee hai


uskee kinee bhee ho income ho tax nahin liya jata.


apne majdooron par kaise bhee julm jare koee shramik kanoon un par lagoo nahin hota.


sarkaree naukari karne par aur kisee bhee dhandhe kee izazat nahin hai par kheti karne se koee rok nahin.
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 17 July 2014
private beema company bhee kisan se dhandha nahin karti
Raj Kumar Makkad (Expert) 17 July 2014
किसान को गन्ने का सौदा प्राईवेत कंपनियो से करना होता है और उनको समय पर पैसा नहीं मिलता और फसल कभी भी नष्ट हो जाती है,कोई सुरक्षा नहीं है। किसान को दिन-रात, धूप, बरसात, सर्दी-गर्मी दूसरों के पेट को भरने के लिए परिश्रम करना होता है तो थोड़ा बहुत उसका भी अपनी ताकत के दुरुपयोग से इनार नहीं किया जा सकता।
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 18 July 2014
kisan berahmi se pesticide ka istemal karta hai au upbhokta ke pet mein zahar bhejta hai aur us par upbhokta nyayayalay mein dava bhee nahin ho sakta.
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 18 July 2014
arms act ke anusar hathiyar v gola barud khareedne ke liye grahak tak to license is zaroorat hoti hai.

parantu perticide act ke anusar pesticide ko banane, bhadar karne, transport karne, bechne ke liye licence chahiye. par kisan koi khjareedne ke liye license nahin chahiye
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 18 July 2014
किसान को गन्ने का सौदा प्राईवेत कंपनियो से करना होता है और उनको समय पर पैसा नहीं मिलता


kisan hee arthvyavastha mein ek matr utpadak hai joki kahreedne vale kee jeb aur zaroorat par dhyan diye bina aur bina kisi reguilation ke utpadan karta hai. Aur jitna bhee utpadan kar diya use khareedvana sarkar ka dayitva hai.


sugar company ko ganna khareedna hee hoga chahe zaroorat ho ya na.
Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 18 July 2014
फसल कभी भी नष्ट हो जाती है,कोई सुरक्षा नहीं है

phsal kaa beema hota hai par premium dena hota hai.


fasal na hone par karz maafee kee baat atee hai (sirf kisan ko aur kisi dhandhe mein hahin)

muavje ke liye sansad mein baaat atee hai.


kisan ek matr utpadak hai joki utpad bazar mein n de payee to sarkar muavja detee hai

kyonkee kisan kee ayakar return nahin hotee isliye muaveze ka sahee aklan nahin hota

Sudhir Kumar, Advocate (Expert) 18 July 2014
bhale hee tax nil ho par PAN No lekar Nil tax return bharne se to koee nahin rokta kisan ko.

par aisa karne se bade kisan ka greebee ka dhong nahin chal payega


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :