Upgrad
LCI Learning

Share on Facebook

Share on Twitter

Share on LinkedIn

Share on Email

Share More

Motor accident death claim

(Querist) 06 February 2016 This query is : Resolved 
husband wife 20 sal se alag rah rahe the 125, ghareloo hinsa or husband ki 2nd merrige ka case bhi wife ne lagaya tha. wife ki accident me death ho gai he. uske 2 bachho dwara claim case lagaya he. unke pita ne doosra case file kar diya he. is condition me kya use claim milega
Dr J C Vashista (Expert) 07 February 2016
Vague query, consult a local lawyer.
Rajendra K Goyal (Expert) 07 February 2016
Vague query, state clear facts.
amit (Querist) 07 February 2016
sir mere dwara ek ek motor claim case file kiya he jisme mratika ke bachcho ko applicant banaya gaya hai. mratika ke husband or mratika 20 varsho se alag alag rah rahe the. mratika dwara poorv me 125 maintance, ghareloo hinsa or husband dwara ki gai 2nd marrige ke khilaf bhi case lagaya gaya tha jo abhi tak pending he. death ke pahle tak divorce bhi nahi hua tha.
mratika ke husband dwara ek any motor claim case mact tribunal me file kar diya he jisme mratika ke bachcho ko non applicant banaya gaya hai.
is conditition me kya husband jo wife par depend nahi tha kya claim case componsation pane ka haqdar hoga ya nahi?
yadi is bare me koi case law ho to pls help kare
J K Agrawal (Expert) 07 February 2016
Husband is not dependent in this case so he can claim up to loss of consortium. Even that much is not available to him as per his conducts.
Ms.Usha Kapoor (Expert) 18 June 2018
State ther Material facts


You need to be the querist or approved LAWyersclub expert to take part in this query .


Click here to login now



Similar Resolved Queries :